http://go.ad2up.com/afu.php?id=829710

Wednesday 11 May 2016

Meri Kahani - Atif Aslam

....

Jhula jhulaye yeh panghat
Nadiya kinare yeh aangan
Piya tu aana hawa ke sang
Mujh ko bhi tu dikhana apne rang
Suno mere dil jani yeh kahani mani
Ik din mere sang yeh jahan tha
Mera kuch or tera hi arman
Jane dil main kya kuch hai basa tha

Yeh meri hai kahani
Yeh meri kahani

Jhula jhulaye yeh panghat
Nadiya kinare yeh aangan
Piya tu aana hawa ke sang
Mujh ko bhe tu dikhana apne rang
Tera mera galliyon main yun phirna
Phirte phirte raato ko yun thakna
Thak ke nani ki godi main sona
Pariyon ke desh ja ke nahaana
Yeh meri hai kahani
Yeh meri kahani

Koi fikar thi na koi bahana
Muthi main tha jese yeh zamana
Kachi zuban main wo geet gana
Naye khilone sab ko dikhana
Mang liya zindagi se zyada
Chin gya wo jis ne kya wada
Kon laye wo pal jo suhane
Beete thy jo wo guzre zamane
Yeh meri hai kahani
Yeh meri kahani

La la la... la la la la la... la la la
La la la... la la la la la... la la la

(end)
HR

No comments:

Post a Comment